Dreams comes true Cooperation
Dipal Shah
Html Developer at HTMT interactive
View my complete profile
Contact Me 3
Make Money Blogging
Job Seekers Drop Your CV at fresherexperiencedjobs@gmail.com
  • If You like the blog Follow It
  • Feedbacks and comments are always welcome..it makes things more and more good
  • Find me on Twitter
  • Learn .net,jquery,sql and various technolgies,play games puzzels and lots all at SukeshMarlaBlogs
  • Menu

Tuesday, December 27, 2011

Chikni Chameli Lyrics

Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare

Haaye!
Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare
Note hazaaro'n ke, khulla chhutta karaane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aayi

Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa (quarter) chadha ke aayi (x4 times)

Jungle mein aaj mangal karungi main
Bhookhe sheron se khelungi main
Makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main
Haaye! gehre paani ki machhli hoon Raja
Ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazro ki leharo'n se haar ke aaj doobi hoon main
http://www.lyricsmint.com
Hoye jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi toot le zaraa

Yeh toh trailer hai poori fillam dikhane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aayi

Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi (x4 times)

Banjar basti mein aayi hai masti
Aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chehke chhoote na hai rang gehra tera
Joban ye mera crazy hai raja
Saare pardo ko kaatungi main
Shaame meri akeli hai aaja sang tere baatungi main
Haaye! baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Choom ke zakhmo pe thoda malham lagaane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aa.yi
Aayi Chikni..chikni...aayi..aayi
Aayi Chikni..chikni...aayi..aayi
Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi...


Tum Ho from Rockstar

Tum ho Aas Mere ,Saath Mere
Ho tum Ho
Jitna Mahsoos Karun Tumko Utna bhi Pa Lun tumko

Tum Ho mere liye Mere Liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya tumko
Tumko mein jeeta hoon

Kahin se kahin ko bhi
Aaoge Maza Chale

Pooche bina kisi se Hum mile
Bandishe na rahi

Tum ho

Tum ho aas meere saath mere
Ho tum Ho
Jitna Mahsoos Karun Tumko Utna bhi Pa Lun tumko

Kis tarah cheene ga
Mujhse yeh jahan tumhein
Tum bui ho phir kya fikar ab humein

Tum Ho mere liye Mere Liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya tumko
Tumko mein jeeta hoon

Tum Ho

Tuesday, November 8, 2011

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Lyrics

kaanto se khinch ke ye aanchal
tod ke bandhan baandhee paayal
koee naa roko dil kee udaan ko,
dil wo chalaa
aaj fir jeene kee tamannaa hain
aaj fir marane kaa iraadaa hain

apane hee bas mein naheen mai,
dil hain kahee to hoo kahee main
jaane kyaa paa ke meree jindagee ne,
has kar kahaa
aaj fir ...

mai hoo gubaar yaa toofaan hoo,
koee bataaye main kahaa hoo
dar hain safar mein kahee kho naa jaaoo mai,
rastaa nayaa
aaj fir ...

kal ke andheron se nikal ke,
dekhaa hain aankhe malate malate
fool hee fool jindagee bahaar hain,
tay kar liyaa
aaj fir ...


Thursday, October 27, 2011

Married or not… you should read this.

“When I got home that night as my wife served dinner, I held her hand and said, I’ve got something to tell you. She sat down and ate quietly. Again I observed the hurt in her eyes.

Suddenly I didn’t know how to open my mouth. But I had to let her know what I was thinking. I want a divorce. I raised the topic calmly. She didn’t seem to be annoyed by my words, instead she asked me softly, why?

I avoided her question. This made her angry. She threw away the chopsticks and shouted at me, you are not a man! That night, we didn’t talk to each other. She was weeping. I knew she wanted to find out what had happened to our marriage. But I could hardly give her a satisfactory answer; she had lost my heart to Jane. I didn’t love her anymore. I just pitied her!

With a deep sense of guilt, I drafted a divorce agreement which stated that she could own our house, our car, and 30% stake of my company. She glanced at it and then tore it into pieces. The woman who had spent ten years of her life with me had become a stranger. I felt sorry for her wasted time, resources and energy but I could not take back what I had said for I loved Jane so dearly. Finally she cried loudly in front of me, which was what I had expected to see. To me her cry was actually a kind of release. The idea of divorce which had obsessed me for several weeks seemed to be firmer and clearer now.

The next day, I came back home very late and found her writing something at the table. I didn’t have supper but went straight to sleep and fell asleep very fast because I was tired after an eventful day with Jane. When I woke up, she was still there at the table writing. I just did not care so I turned over and was asleep again.

In the morning she presented her divorce conditions: she didn’t want anything from me, but needed a month’s notice before the divorce. She requested that in that one month we both struggle to live as normal a life as possible. Her reasons were simple: our son had his exams in a month’s time and she didn’t want to disrupt him with our broken marriage.

This was agreeable to me. But she had something more, she asked me to recall how I had carried her into out bridal room on our wedding day. She requested that every day for the month’s duration I carry her out of our bedroom to the front door ever morning. I thought she was going crazy. Just to make our last days together bearable I accepted her odd request.

I told Jane about my wife’s divorce conditions. . She laughed loudly and thought it was absurd. No matter what tricks she applies, she has to face the divorce, she said scornfully.

My wife and I hadn’t had any body contact since my divorce intention was explicitly expressed. So when I carried her out on the first day, we both appeared clumsy. Our son clapped behind us, daddy is holding mommy in his arms. His words brought me a sense of pain. From the bedroom to the sitting room, then to the door, I walked over ten meters with her in my arms. She closed her eyes and said softly; don’t tell our son about the divorce. I nodded, feeling somewhat upset. I put her down outside the door. She went to wait for the bus to work. I drove alone to the office.

On the second day, both of us acted much more easily. She leaned on my chest. I could smell the fragrance of her blouse. I realized that I hadn’t looked at this woman carefully for a long time. I realized she was not young any more. There were fine wrinkles on her face, her hair was graying! Our marriage had taken its toll on her. For a minute I wondered what I had done to her.

On the fourth day, when I lifted her up, I felt a sense of intimacy returning. This was the woman who had given ten years of her life to me. On the fifth and sixth day, I realized that our sense of intimacy was growing again. I didn’t tell Jane about this. It became easier to carry her as the month slipped by. Perhaps the everyday workout made me stronger.

She was choosing what to wear one morning. She tried on quite a few dresses but could not find a suitable one. Then she sighed, all my dresses have grown bigger. I suddenly realized that she had grown so thin, that was the reason why I could carry her more easily.

Suddenly it hit me… she had buried so much pain and bitterness in her heart. Subconsciously I reached out and touched her head.

Our son came in at the moment and said, Dad, it’s time to carry mom out. To him, seeing his father carrying his mother out had become an essential part of his life. My wife gestured to our son to come closer and hugged him tightly. I turned my face away because I was afraid I might change my mind at this last minute. I then held her in my arms, walking from the bedroom, through the sitting room, to the hallway. Her hand surrounded my neck softly and naturally. I held her body tightly; it was just like our wedding day.

But her much lighter weight made me sad. On the last day, when I held her in my arms I could hardly move a step. Our son had gone to school. I held her tightly and said, I hadn’t noticed that our life lacked intimacy. I drove to office…. jumped out of the car swiftly without locking the door. I was afraid any delay would make me change my mind…I walked upstairs. Jane opened the door and I said to her, Sorry, Jane, I do not want the divorce anymore.

She looked at me, astonished, and then touched my forehead. Do you have a fever? She said. I moved her hand off my head. Sorry, Jane, I said, I won’t divorce. My marriage life was boring probably because she and I didn’t value the details of our lives, not because we didn’t love each other anymore. Now I realize that since I carried her into my home on our wedding day I am supposed to hold her until death do us apart. Jane seemed to suddenly wake up. She gave me a loud slap and then slammed the door and burst into tears. I walked downstairs and drove away. At the floral shop on the way, I ordered a bouquet of flowers for my wife. The salesgirl asked me what to write on the card. I smiled and wrote, I’ll carry you out every morning until death do us apart.

That evening I arrived home, flowers in my hands, a smile on my face, I run up stairs, only to find my wife in the bed - dead. My wife had been fighting CANCER for months and I was so busy with Jane to even notice. She knew that she would die soon and she wanted to save me from the whatever negative reaction from our son, in case we push through with the divorce.— At least, in the eyes of our son—- I’m a loving husband….

The small details of your lives are what really matter in a relationship. It is not the mansion, the car, property, the money in the bank. These create an environment conducive for happiness but cannot give happiness in themselves.

So find time to be your spouse’s friend and do those little things for each other that build intimacy. Do have a real happy marriage!

If you don’t share this, nothing will happen to you.

If you do, you just might save a marriage. Many of life’s failures are people who did not realize how close they were to success when they gave up.”

I saw this on the internet.. I thought I would share this on tumblr to my followers and randoms.
(Source: nathanpersuasion)

Monday, October 24, 2011

Bahon Mein Chale Aao from Anamika

Baahon mein chale aao - 2
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahin milan
Yeh sang hai umar bhar ka
Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Mm, oh, chale hi jaana hai
Nazar churaake yun
Phir thaami thi saajan tumne
Meri kalaayi kyoon, hm
Chale hi jaana hai
Nazar churaake yun
Phir thaami thi saajan tumne
Meri kalaayi kyoon
Kisi ko apna banaake chhod de
Aisa koi nahin karta
Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Kabhi kabhi kuch to
Kaha piya humse
Ke kam se kam aaj to khulke
Milo zara humse, hm
Kabhi kabhi kuch to
Kaha piya humse
Ke kam se kam aaj to khulke
Milo zara humse
Hai raat apne, jo tum ho apne
Kisi ka phir hamein darr kya
Baahon mein chale aao
Oh, humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahin milan
Yeh sang hai umar bhar ka
Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda




Monday, October 17, 2011

Star of the Month - Lata Mangeshkar


Born:
September 28, 1929 (age 82)
Indore, Central India Agency,British India

Genres: Film music (playback singing)

Occupations: Singer

Instruments: Vocals

Years active: 1942–present

Wednesday, September 21, 2011

Chamak Challo Lyrics

girl you are my chamak challo
where you go girl
im gonna follow
what you want girl
just let me know
oooh oooh ohh
you can be my chamak challo
ooh ohh

shorty im gonna get ya
you know im gonna get ya
you know i even let you
let you be my chammak challo

kesa sharmana aja nach k dikha de
aa meri hoja aa parda gira de
aa meri akhiyon se akhiyan mila le
aa tu na nakhre dikhaa
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh

tu meri chamak chalo
teri picture ka mein hero
give it to me girl mujko de do
ho hoo hooo
you can be my chamak chalo

shorty im gonna get ya
you know im gonna get ya
maybe i even let you be my chammak chammak challo

kesa sharmana aja nach k dikha de
aa meri hoja aa parda gira de
aa meri akhiyon se akhiyan mila le
aa tu na nakhre dikhaa
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh

ooh ho ooh ooh hoo ooh

kesa sharmana aja nach k dikha de
aa meri hoja aa parda gira de
aa meri akhiyon se akhiyan mila le
aa tu na nakhre dikhaa
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh
wanna be my chamak chalo
ooh ooh ooh ooh





Chammak Challo - Ra.One (2011) Ft... by vjarmanisuits

Tuesday, September 13, 2011

Maar daala from Devdas

Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak yahan kaun aaya
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala
Maar daala, haan maar daala

Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala

Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein

Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Allah, allah, allah)
Na chaand hatheli par sajaaya
Na taaron se koi bhi rishta banaaya
Na rab se bhi koi shikaayat ki

Na rab se bhi koi shikaayat ki

Har gham ko humne chhupaaya
Har sitam ko haske uthaaya
Kaanton ko bhi gale se lagaaya
Aur phoolon se zakhm khaaya
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala
Allah, maang daala, allah, maang daala, oh

(Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala)

Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein

Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Allah, allah, allah)
Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya)

Hey eh, eh eh eh
Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm




Monday, September 5, 2011

Ishq hua from Aaja Nachle

[Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua ]2

[Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua ]2

[Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua ]2

[Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua ]2

Ishq Hua haaye
Ishq Hua haayaaaeeeein

Palko Se hoton tak jo rah nikalti hai
Gujare na wahan se yeh teri galti hai
Palko Se hoton tak jo rah nikalti hai

hooo
Rehte hain abb hum wahan
Ishq hua hi hua

hoo

Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua

Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua

la alal ala a

Ishq hua

Kadmo ko sambhale
Nazaro ka kya karein
Nazro ko sambhale
to Dil ka kya karein

Kadmo ko sambhale
Nazaro ka kya karein

Dil ko sambhale zubaan
Ishq hua hi hua


Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua

[Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua ]2
Ishq hua 2





Ishq Hua Hi Hua - Aaja Nachle

Sunday, September 4, 2011

O re piya from Aaja Nachle

O re piya haye 3

Udne laga kyon man baawla re
Aaya kahan se yeh hosla re
O re piya haye 2


Tanabana tanabana bunti hawaa haaye bunti hawa
Boondein bhi to aaye nahi baaz yahan

Sagish mein shaamil sara jahan hai
Har zare zare ki yeh iltiza hai

O re Piya
O re Piya haye 2
O re Piya

ni re ,re re ga
ga ga ma
ma ma pa
pa ma ga re sa
sa re re sa
ga ga re
ma ma ga
pa pa ma
dha dha pa
ni ni sa sa pa
pa sa ma pa dha ni sa ni
re ni sa sa sa.. . . . ..

Nazrein bolen duniya bole
dil ki zaban haaye dil ki zubaan
Ishq maange ishq chahe koi toofan

Chalna aahiste ishq naya hai
Pehla yeh vada humne kiya hai

O re piya haaye 2
O re piya
Piyaaaaa....

yehhh piya


Nange pairo pe angaro
chalti rahi haaye chalti rahi
Lagta hai ke gairo mein
Palti rahi haaye
le chal wahan jo
Mulk tera hai
Jahil zamana
dushman mera hai

haaye

O re piya haye 5





O Re Piya FR - Aaja Nachle

Tuesday, August 30, 2011

Maye ni maye from HAHK


Maye ni maye mundher pe teri, bol raha hain kaaga
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga
Maye ni maye mundher pe teri, bol raha hain kaaga
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga

Chan mahiya chan mahiya mere dol sapaiya

Chand ki tarah camak rahi thi us jogi ki kaya,
Mere dyare aakar usne pyar ka alag jagaaya,
Apne tan par bhasma ramaage
Sari rain woh jaaga
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga

Sun hiriye nach hiriye, Nagke rang jama,
Sun hiriye nach hiriye, Nagke dhum macha

Mannat maangi thi tune, ek roz main jaayo bihaayi,
Us jogi ke sang meri tu karde ab kudmayi,
In haathon mein laga de mehendi,
Baandh shagun ka dhagaa,
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga




Friday, August 26, 2011

Humko Aaj Kal from Sailaab

Uljhi hai yeh kis chaal mein tu

Hai aaj kal kis haal mein tu

Uljhi hai yeh kis chaal mein tu

Hai aaj kal kis haal mein tu

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Yeh roop hai kyon thamka
Yeh rang hai kyon chamka
Yeh saans teri mehki hai kyon

Yeh masti hai jo chhalki
Yeh chunri hai jo dhalki
Yeh chaal teri behki hai kyon

Yeh roop hai kyon thamka
Yeh rang hai kyon chamka
Yeh saans teri mehki hai kyon

Yeh masti hai jo chhalki
Yeh chunri hai jo dhalki
Yeh chaal teri behki hai kyon

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Kyon aag se hai jalwe
Kyon shog tere mann mein
Tu aise machalti hai kyon

Hai kaisa nasha chhaaya
Misne tumhe mehkaaya
Tu girti sambhalti hai kyon

Kyon aag se hai jalwe
Kyon shog tere mann mein
Tu aise machalti hai kyon

Hai kaisa nasha chhaaya
Misne tumhe mehkaaya
Tu girti sambhalti hai kyon

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Kyon mehka hai yeh gajhra
Kya kehta hai yeh gajhra
Tu sapnon mein khoyi hai kyon

Bechain hain kyon naina
Kyon khoya tune chaina
Na jaagi na soyi hai kyon

Kyon mehka hai yeh gajhra
Kya kehta hai yeh gajhra
Tu sapnon mein khoyi hai kyon

Bechain hain kyon naina
Kyon khoya tune chaina
Na jaagi na soyi hai kyon

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Koyi aaya, dekho aaya, aa gaya
Aa gaya woh aa gaya
Aa gaya woh aa gaya













Wednesday, August 24, 2011

Que sera sera sera from Pukar

Good evening ladies and gentlemen
(Naujawaanon, baat maano
Kabhi kisise naa pyaar karna) - 2

--FEMALE--
(Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho) - 2

Pyaar zindagi, pyaar har khushi,
Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phool jaisa khilaa

--MALE--
Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai
Pyaar galti chaaya hai
Dekho phir naa karna gilaa

--FEMALE--
Oh, pyaar zindagi, pyaar har khushi,
Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phool jaisa khilaa

--MALE--
Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai
Pyaar galti chaaya hai
Dekho phir naa karna gilaa

--FEMALE--
Pyaar hi dhadkanon ki kahani hai
Pyaar hai haseen daastan

--MALE--
Pyaar ashkon ki ___ nishaani hai
Pyaar mein hai chain kahan

--FEMALE--
Pyaar ki baat jisne naa maani hai
Uski naa to zameen hai naa hai aasman

--MALE--
Naujawaanon, baat maano
Kabhi kisise naa pyaar karna

--FEMALE--
Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho

--CHORUS--
Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho

--FEMALE--
Oh, pyaar jaise hai purab paschim
Pyaar hai uttar dakshin
Yahan hai pyaar hi har dishaan

--MALE--
Pyaar rog hai, pyaar dard hai
Pyaar tode dil ek din
Yahi hai pyaar ka silsila

--FEMALE--
Pyaar se hi to rangeen jeevan hai
Pyaar se hi dil hai jawaan

--MALE--
Pyaar kaaton ka jaise koi pann hai
Pyaar se hi gham ka samaa

--FEMALE--
Pyaar se jaane kyoon tumko uljhan hai
Pyaar to saari duniya pe hai maherabaan

--MALE--
Naujawaanon - 3

--CHORUS--
(Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho) - 2

--FEMALE--
Aaaa aaaa

--MALE--
Na na na na naujawaanon, na na na na, na na na na
Na na na na, na na na na...
Naujawaanon
Na na na na na.....

--CHORUS--
Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Hey, que sera sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho

--MALE--
Na na na na na.....

--CHORUS--
Pyaar - 13

--MALE--
Okay, okay, okay

--FEMALE--
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho - 2
Hey, que sera sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Phir chaahe jo ho - 2

Monday, August 22, 2011

O Baby Dont Break My Heart from Mohabbat

O Jaane Jaan
Jaane Jigar
Jaane Tamanna
Jaaneman
Tum Kya Jano
How Much I Love You
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha...

Meri Jaane Jaana Maine Tujhe Pyar Kiya
Saree Duniya Ke Aage Iqrar Kiya
Tujhe Dekha Bas Tera Ho Gaya
Teri Meethi Meethi Batoon Mein Kho Gaya
Mujhe Raat Ko Neend Na Aaye Aa Aa
Mujhe Raat Ko Neend Na Aaye
Ke Teri Pal Pal Yaad Sataye
Bataa Main Kya Karoon
Mujhe Raat Ko Neend Na Aaye
Ke Teri Pal Pal Yaad Sataye
Bataa Main Kya Karoon

Pyar Nahin Karna
Pyar Nahin Karna
Pyar Nahin Karna
Kyoon Mere Peeche Aaye
Kaisa Pagal Aashiq Hai Tu
Kaun Tujhe Samjhaye
Na Kar Deewana Pan
Na Kar Deewana Pan
Na Kar Deewana Pan
Na Kar Deewana Pan

Oh Baby! Don't Break My Heart
I Will, I WillOh Baby! Don't Break My Heart
I Will, I Will
Oh Baby! Don't Break My Heart
Don't Break My Heart
Don't Break My Heart
Don't Break My Heart

Sabh Raaz Jiya Ke Khol De
Tera Ka Hai Irada Bol De
Main Aaya Yahan Pe Tere Liye
Meri Jaan Hai Hazir Tere Liye
Duniya Se Tu Ghabraye Aa Aa
Meri Jaan Nikalti Jaaye
Bataa Main Kya Karoon
Meri Jaan Nikalti Jaaye
Bataa Main Kya Karoon
Chod Meri Bahein
Hey, Pagal Hoon Kya

Chod Meri Bahein
Chod Meri Bahein
Sang Tere Nahin Aana
Ishq Mohabbat Kya Hai Pagley
Tu Ne Kahan Hai Jaana
Abhi Anjaana Hai
Oye Abhi Anjaana Hai
Abhi Anjaana Hai
Oye Abhi Anjaana Hai

Hoo Baby! Don't Break My Heart

I Will, I Will
Hey Baby! Don't Break My Heart
I Will, I Will

Haa Baby! Don't Break My Heart
Don't Break My Heart
Don't Break My Heart

Hans Hans Ke Jaalna Chod De
Yoon Kar Na Bahaana Chood De
Teri Itni Inayat Chahiye
Mujhe Sirf Mohabbat Chahiye
Chahaat Ki Aag Jaalaye Aa Aa

Chahaat Ki, Aag Jaalaye
Ke Tera Dard Mujhe Tadpaye
Bataa Main Kya Karoon
Chahaat Ki Aag Jaalaye
Ke Tera Dard Mujhe Tadpaye
Bataa Main Kya Karoon

Kuch Bhi Kar Le

Permission Hai Kya

Kuch Bhi Kar Le
Kuch Bhi Kar Le
Dil Na Tujhe Main Doongi
Jaan Ki Jaan Gavaoongi
Na Pyar Ka Rog Main Loongi
Mujhe Abh Jaane De
Mujhe Abh Jaane De
Mujhe Abh Jaane De
Oye Mujhe Abh Jaane De

Oh Baby! Don't Break My Heart
I Will, I Will
Haa Aa Aa Baby! Don't Break My Heart

I Will, I Will
Hey Hey Hey Baby! Don't Break My Heart
Don't Break My Heart
Don't Break My Heart

Meri Jaane Jaana Maine Tujhe Pyar Kiya
Saree Duniya Ke Aage Iqrar Kiya
Tujhe Dekha Bas Tera Ho Gaya
Teri Meethi Meethi Batoon Mein Kho Gaya
Mujhe Raat Ko Neend Na Aaye Aa Aa
Mujhe Raat Ko Neend Na Aaye
Ke Teri Pal Pal Yaad Sataye
To Sun Ley Soni-E
Mujhe Raat Ko Neend Na Aaye
Ke Teri Pal Pal Yaad Sataye
To Sun Ley Soni-E

Pyar Nahin Karna
Pyar Nahin Karna
Kyoon Mere Peeche Aaye
Kaisa Pagal Aashiq Hai Tu
Kaun Tujhe Samjhaye
Na Kar Deewana Pan
Na Kar Deewana Pan
Na Kar Deewana Pan
Na Kar Deewana Pan
Oh Baby! Don't Break My Heart
What!
Oh Baby! Don't Break My Heart
Why!

Oh Baby! Don't Break My Heart
Okay!
Oh Baby! Don't Break My Heart
I Won't, I Won't
Oh Baby! Don't Break My Heart
I Won't, I Won't

Oh Baby! Don't Break My Heart
Don't Break My Heart
Don't Break My Heart


Friday, August 19, 2011

Koi Rok Sake To Rok Le from Khalnayak

o o o
koi rok sake to rok le main naachati chhan chhan chhan chhan chhan
paalki mein ho ke savaar chali re
main to apane saajan ke dwaar chali re
koi rok sake to ...

mushkil se maine ye din nikaale
chalte tej chal tu o gaadi waale
mann mein lagi hai aisi lagan aisi lagan haay aisi lagan
hoke main badi bekaraar chali re
main to apane saajan ke ...

ho jaaungi main jal jal ke mitti
maine piya ko likh di hai chitthi
tu na a tu na a main a rahi hoon sajan sajan sajan
kar kar ke main intezaar chali re
main to apane saajan ke ...

ye sona ye chaandi ye heere ye moti
ho sainya bina sainya bina sab kuch hai naam ka naam ka naam ka naam ka naam ka
ye mera joban joban joban ye mera joban kis kaam ka kis kaam ka
ghoonghat mein jale kab tak birahan birahan birahan
main sar se chunari utaar chali re
main to apane saajan ke ...

Thursday, August 18, 2011

Channe ke khet mein from Anjaam

(Athra baras ki kanwaari kali thi
Ghoonghat mein mukhda chhupaake chali thi) - 2
Phasi gori
Phasi gori channe ke khet mein
Hui chori channe ke khet mein
(Pehle to julme ne pakdi kalaai
Phir usne chupke se ungli dabaai) - 2
Jora jori
Jora jori channe ke khet mein
Hui chori channe ke khet mein
Tu tu tu tu, tu tu tu tu
Mere aage peechhe shikaariyon ke ghere
Baithe vahan saare jawaani ke lutere
Haan, mere aage peechhe shikaariyon ke ghere
Baithe vahan saare jawaani ke lutere
Haari main haari pukaarke
Yahan vahan deke nihaarke - 2
Joban pe chunri giraake chali thi
Haan, joban pe chunri giraake chali thi
Haathon mein kangna sajaake chali thi
Choodi tooti
Choodi tooti channe ke khet mein
Jora jori channe ke khet mein
(Tauba meri tauba, nigaahein na milaaoon
Aise kaise sab ko kahaani main bataaoon) - 2
Kya kya hua mere saath re
Koi bhi to aaya na haath re - 2
Lehnge mein gota jadaake chali thi - 2
Baalon mein gajra lagaake chali thi
Baali chhooti
Baali chhooti channe ke khet mein
O jora jori channe ke khet mein
Athra baras ki kanwaari kali thi
Ghoonghat mein mukhda chhupaake chali thi
Phasi gori
Phasi gori channe ke khet mein
Re hui chori channe ke khet mein
Pehle to julme ne pakdi kalaai
Phir usne chupke se ungli dabaai
Jora jori
Jora jori channe ke khet mein
Re hui chori channe ke khet mein




Video of this Song:

Wednesday, August 17, 2011

Mera Piya Ghar Aaya from Yaarana

laaya baaraat laayaa, ghunghata uthaane aaya
apana banaane aayaa, vo
chanda bhi saath laayaa, taare bhi saath laaya
paagal banaane aayaa, vo

mera piya ghar aayaa, o raamaji - 4
mera piya ghar aaya - 2

meri paayal chhanake chhan chhan
meri bindiya chamake chham chham
mera kangana khanake khan khan
mera nikala jaaye dam dam
deevaani main deevaanii, sharam ko chhod duungi
main ab naachuungi itanaa, ki ghungaru tod duungi
nazar ka vaar hogaa, jigar ke paar hoga
meri aankhon ke aage mera diladaar hoga
mera kangana khanake khan khan
mera nikala jaaye dam dam
mera piya ghar aaya ...

mera dhalta jaaye aanchal
mera bikhra jaaye kaajal
mujhe lagata hai ye pal pal
ho jaaungi main paagal
kabhi ruuthuungi usase, kabhi hogi sharaarat
kabhi koi gussa usakaa, kabhi hogi mohabbat
dhadakata hai dil meraa, na jaane kya karuun main
kuch hone vaala hai jee, na jaane kyuun daruun main
mera dhalata jaaye aanchal, mera bikhara jaaye kaajal

mera piya ghar aaya ...

laaya baaraat laayaa, ghunghata uthaane aaya
apana banaane aayaa, vo
chanda bhi saath laayaa, taare bhi saath laaya
paagal banaane aayaa, vo

mera piya ghar aayaa, o raamaji - 4
mera piya ghar aaya - 2


Monday, August 15, 2011

Dhak dhak karne laga from Beta

dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga - 2
saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na - 2
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya - 2
tu hai meri dilaruba, kya lagti hai, va re va - 2
dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga

apana kaha jab piya tune mujhe, main meethe meethe sapane sajane lagi
dekha meri raani jab maine tujhe, meri soi soi dhadkan gaane lagi
jaadu tera chhane laga, meri nas nas mein samaane laga
kkud ko main bhulane laga, tujhe saanson mein basane laga
rishta, ab ye rishta, saathi tutega na tode kabhi
dil se dil mil gaya mujhase kaisi ye haya
dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga

uljhi hai kali kali lat teri, zara in zulfon ko suljhane to de
itani bhi kya hai jaladi tujhe, ghadi apane milan ki tu ane to de
aise naa bahane bana, meri rani, ab to bahon mein aa
aise naa nigahen mila, koi dekhega to sochega kya
masti chhai hai masti, ake lag jaa gale se abhi

dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga - 2
saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na - 2
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya - 2
tu hai meri dilaruba, kya lagati hai, va re va - 2
dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya


Friday, August 12, 2011

Ankhiyaan Milaaoon from Raja

--female--
ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
kya Tune Kiya Jaadu
haan, Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
kya Tune Kiya Jaadu
ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
kya Tune Kiya Jaadu
kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
mera Khud Pe Nahin Qaabu
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--male--
(ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
kya Maine Kiya Jaadu) - 2
kabhi Ghabraaye Kabhi Gale Lag Jaaye
tera Khud Pe Nahin Qaabu
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--female--
aise To Deewaane Mujhe Pyaar Na Kar
aati Hai Sharam Deedaar Na Kar

--male--
chain Churaake Takraar Na Kar
tujhko Kasam Inkaar Na Kar

--female--
tere Armaanon Mein Sanwar Gayi Main
tune Mujhe Dekha To Nikhar Gayi Main

--male--
dekha Jab Tujhko Thaher Gaya Main
aise Hi Adaaon Pe To Mar Gaya Main

--female--
ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
kya Tune Kiya Jaadu
ae, Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
kya Tune Kiya Jaadu
kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
mera Khud Pe Nahin Qaabu
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--male--
meri Jaane Jaana Kya Cheez Hai Tu
mujhko To Jaan Se Aziz Hai Tu

--female--
itni Na Kar Taareef Meri
jaanoon Main To Jaanoon Chaahat Kya Teri

--male--
teri Ulfat Ka Nasha Chhaa Gaya
kuch Bhi Ho Jaane Jaan Maza Aa Gaya

--female--
dheere Dheere Duniya Se Door Hui
ishq Mein Tere Main To Choor Hui

--male--
ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
kya Maine Kiya Jaadu
hey, Ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
kya Maine Kiya Jaadu
kabhi Ghabraaye Kabhi Gale Lag Jaaye
tera Khud Pe Nahin Qaabu
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--female--
(ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
kya Tune Kiya Jaadu) - 2
kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
mera Khud Pe Nahin Qaabu
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--male--
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo

--female--
bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo

Wednesday, August 10, 2011

Ek do teen From Tezaab

Mohini! Mohini! Mohini! Mohini! Ho Ho Ho

Namaskar! Namaskar!
Kahiye, kya sunenge aap?
Aarey pehle yeh kahiye, Kaha thi aap?

Mein .. Mein kar rahi thi kissi ka intezaar
Kaun hai woh?

Woh .. jisse karti hoon pyaar
haai....

Aaur.. jisse karti hoon minnate bar-bar
Kaise?
Aise ...

Ding dong ding, ding dong ding dong ding dong,
Ding dong dong, Ding dong

(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,
(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja piya aaye bahaar) - 2

Chaudah ko tera sandesha aaya, Pandrah ko aaunga yeh kehlaya
Chaudah ko aaya na pandrah ko tu, tadpake mujhko tune kya paya
Sohal ko bhi
Sohal ko bhi sohal kiye the shingar, aaja piya aayi bahaar

(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja piya aaye bahaar) - 2
(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,

Satrah ko samjhi saang toot gaya, Atharah ko dil toot gaya,
Roh roh gujara meine saara unnees,
Bees ko dil ke tukade hue bees,
Fir bhi nahi,
Fir bhi nahi Dil se gaya, tera pyaar, Aaja piya aayi bahaar

(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja piya aaye bahaar) - 2
(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,

Ikees beeti, baais gayi,
Teiss gujari, chaubees gayi,
Pacchis chabees ne mara mujhe,
Birha ke chakki mein main pees gayi
Din baas, Din baas mahine ke hai aaur chaar,
Aaja piya aaye bahaar

(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,

Din bane hafte, hafte mahine,
mahine ban gaye saal,
Aake jara tu dekh tho le,
Kya hua hai mera haal,
Diwani daar daar mein firti hoon,
Na jeeti hoon naa mein marti hoon,
Tanhai ki raatein sehti hoon,
Aaja aaja, aaja aaja aaja,
aaja ke din ginti rahti hoon

(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera)

Tuesday, August 9, 2011

Star of the Month - Madhuri Dixit


Hi Friends, this time we have come up with new Funda. From now onwards we will play STAR of the Month Songs. In this month, Our Star of the Month is One & only Beauty Queen Madhuri Dixt. She’s a legend, one of the best actresses ever and unarguably the best female dancer ever in Bollywood.

Saturday, August 6, 2011

Happy Friendship Day


They say I Love You but, they are not your Boyfriend or Girlfriend.

They Care for you but, they are not from your Family.

They are ready to share your pain but, they are not in your Blodd Relation.

They are Friends !!!!!!!!!

True Friend scolds you like a Dad..!

Care you like a Mom..!!

Teases like a Sister..!!

Irritates like a Brother..!!

And finally loves you more than your Boyfriend or Girlfriend..

You all are very special friends who mean a lot to me...
Happy Friendship Day........!!!!!!!!!!

Sunday, July 31, 2011

Kabhi To Nazar Milao

--MALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

--FEMALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

(Humne tumko dekhte hi dil diya
Tum bhi socho tumne humse kya kiya) - 2
Tumne kya kiya, kya kiya
Mera dil na todo, kabhi dil se dil milaa lo
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

--MALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

(Dil yeh chaahe teri zulfein choom loon
Sochta hoon aur tumse kya kahoon) - 2
Tumse kya kahoon, kya kahoon
Koi faislaa do, kabhi to gale lagaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

--FEMALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao

--CHORUS--
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 7

--FEMALE--
(Tumhaare deewane, deewane, deewane)
(Deewane, tumhaare deewane, deewane)
(Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane)


Friday, July 29, 2011

Kabhi dil chahta hai..


Kabhi apni hasi par bhi gussa aata hai..

Kabhi saare jahan ko hasane ko jee chahta hai..

Kabhi chupa lete hai gamo ko dil ke kisi kone me..

Kabhi kisi ko sab kuch sunane ko jee chahta hai..

Kabhi rota nahi Dil toot jane par bhi..

Aur kabhi bas yu hi aansu bahane ko jee chahta hai..

Kabhi hansi si aa jaati hai bheegi yaadon me..

To kabhi sab kuch bhulane ko jee chahta hai..

Kabhi achha sa lagta hai aazad udna kahin..

Aur kabhi kisi ki baahon me simat jane ko jee chahta hai..

Kabhi sochte hai ho kuch naya is Zindagi me..

Aur kabhi is Zindagi ko mitane ko jee chahta hai..

Thursday, July 28, 2011

Ajeeb Daastaan Hai Yeh

(Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum) - 2
(Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se) - 2
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
(Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye) - 2
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
(Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge) - 2
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum

Monday, July 25, 2011

Emptiness (tune mere jana kabhi nahi jana)

Ho love of mine..

with a song and a whine..

You’re harsh and divine..

like truths and a lie..

but the tale end is not here..

I’ve nothing to fear..

for my love is yell of giving and hold on…

in the bright emptiness..

in a room full of it..

is the cruel mistress ho ho o…

I feel the sunrise..

that nest all hollowness..

for i have the way to go.. not come…

And i feel so lonely yea..

There’s a better place from this emptiness..

And i’m so lonely yea..

There’s a better please from this emptiness.. yei yei yei ya….

Aa.. aa.. aa…..

Tune mere jaana..

Kabhi nahi jana..

Ishq mera dard mera.. haaye…

Tune mere jaana..

Kabhi nahi jana..

Ishq mera dard mera …

Aashiq teraaa..

Bheed mein khoya rehta hai..

Jaane jahaan a..

Puchho toh itna kehta hai..

And i feel so lonely yea..

There’s a better place from this emptiness..

And i’m so lonely yea..

There’s a better please from this emptiness.. yei yei yei ya….

Saturday, July 23, 2011

Yeh dooriyan of Love Aaj Kal

Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan

In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan

Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe

Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe

Yeh dooriyan

In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan


Yeh dooriyan
Yeh dooriyan


Kabhi hua yeh bhi
Khali Rahon pe bhi
Tu tha mere saath

Kabhi tujhe milke lauta
mera dil yeh khali khali haath
Yeh bhi hua kabhi
Jaise hua Aabhi
Tujhko sabhi mein paa li

Tera mujhe kar jaati hai dooriyan
Satati hain dooriyan
Tarsati hain dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan


Kaha bhi na mene
Nahi jeena mene
Tu jo na mila

Tujhe bhule se bhi na
Bola na mene chahun fasla

Bas fasla rahein
Ban ke kasak jo kahen
Ho aur chahat yeh aur jawan

Teri meri mit jaani hai dooriyan
Begani hai dooriyan

Hat jani dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan


Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe

Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe

Yeh dooriyan

In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan



Friday, July 22, 2011

Kisi Ki Muskuraahaton Pe from Anari

(Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar
Kisika dard mil sake to le udhaar
Kisike waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena issi ka naam hai) -2

(Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hain) -2
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Jale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar
Jeena issi kaa naam hai

(Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hameen se naam pyaar ka) -2
Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayenge
Kisi ke aansuon mein muskuraayenge
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena issi kaa naam hai
Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar..

Thursday, July 21, 2011

Kitne Dafe Dil Ne Kaha from Tanu Weds Manu

Hmmm..Hmmm..Hmmm..Laa.
Kitne Dafe Dil Ne Kaha, Dil Ki Suni Kitne Dafe
Waise Toh Teri Na Mein Bhi Maine Dhoond Li Apni Khushi
Tu Jo Agar Haan Kahe Toh Baat Hogi Aur Hi
Waise Toh Teri Naa Mein Bhi Maine Dhoond Li Apni Khushi
Tu Jo Agar Haan Kahe Toh Baat Hogi Aur Hi
Dil Hi Rakhne Ko Kabhi, Upar Upar Se Sahi Keh Dena Haan
Keh Dena Haan Yun Hi
Kitne Dafe Dil Ne Kaha, Dil Ki Suni Kitne Dafe


Kitne Dafe Hairaan Hua Main Yeh Soch Ke
Uthti Hai Ibaadat Ki Khushbuein Kyun Mere Ishq Se
Jaise Hi Mere Honth Yeh Chhoo Lete Hain Tere Naam Ko
Lagey Ke Sajda Kiya Keh Ke Tujhe Shabad Ke Bol Do
Yeh Khudai Chodh Ke, Phir Aaja Tu Zameen Pe
Aur Jaa Na Kahin, Tu Saath Reh Ja Mere
Kitne Dafe Dil Ne Kaha, Dil Ki Suni Kitne Dafe

Kitne Dafe Mujhko Laga Tere Saath Udate Hue
Aasmaani Dukaanon Se Dhoond Ke Pighla Doon Main Chaand Yeh
Tumhaare In Kaano Mein Pehna Bhi Doon Boonde Banaa
Phir Yeh Main Soch Loon Samjhegi Tu Jo Main Na Keh Saka
Par Darta Hoon Abhi Na Yeh Tu Poocahe Kahin
Kyun Laaye Ho Yeh, Kyun Laaye Ho Yeh Yun Hi
Kitne Dafe Dil Ne Kaha, Dil Ki Suni Kitne Dafe


Tuesday, July 19, 2011

A Love Story

Have u Ever been in LOVE with UR Best Frnd???


If YES then this is a Story which U will Understand..........

There was a Boy & a Girl....
They were Best Friends for years n years...
They cud talk for hours on fone & MSG each other for days...
When they were together, not a single sad thought could cross their minds..
Everything was great till 1 Day -

The Boy didn't Pick up the phone or answer any msg for a day..
Girl was worried that sumthng was wrong..
At night she cud nt sleep...
She was sitng in her room crying, and it was then that she realized how much he means to her...

In the morning she woke up from a phone call..
It was the Boy.
Boy: Hey,
Girl: I m so glad that u called me. What happend with u yesterday?
Boy: I was busy
[Girl understood that sumthng was wrong but couldnt ask]

[ Silence ]

Boy: u knw.. we should stop talking.
Girl: What? But y?
Boy: I m sorry.. Bye

[ He disconnected the phone]

[ and she felt as if sumbody closed d door on her face ]

Evrythng else flashed in her mind...
Tears...
Cars running by her...
Roof of some building.. & a sunset..
She could not understand...
She started feeling so lonely...
Empty & sad...
Broken !!!!

it was the answer to everythng...

His words were pounding on her...
Her heart wanted to lump out.

He was the one..

"Why??" She screamed at the TOP of her Voice...

She decided to make a last try and get him back....

She called him...

He picked up the Call...

Girl: Hii...
Boy: Why are you calling??
Girl: I need to tell you sumthng
Boy: Go ahead...
Girl: I just wanted you to knw 1 thing before we stop talking...
Boy: Tell me..
Girl: You knw in these days i realised how much u mean to me.. I LOVE YOU.....

[ He disconnected the phone]

She broke off..
She tried, maybe he doesnt really care abt her, she thought, he wasnt her frnd in d first place
Tears were slowy running worst
She left house with a note,

5 hours later, phone rang in the Boy's room
It was Girls mom.
D girl was in d hospital, got hit by Car..
Boy rushed 2 the Hospital she was,

She opened eyes with his name.
He took her hand.
Boy: M so sorry, its all my fault. But i promise when u get better, i will make it up 2 u.

Girl had tears in her eyes.

Girl: I wont get better
Boy: No no, dont say that
Girl: Just tel me 1 thing y did u Do it?
Boy told her that he has a Heart Problem n he dint want her 2 b worried & there was risk that He could have died

Boy: I did it coz I LOVE YOU.
Girl: I LOVE YOU tooo.

Her heart stopped beating

Boy died 10 mins later from Heart Attack

He couldnt live with thought that she died Coz of him...


IF U LOVE SUM1 dont hold back ur feelings...

Dis can end sum 1s life who luvs u madly............

Monday, July 18, 2011

Dil Dhadakne Do from Zindagi Na Milegi Dobara

Hey hey, chalo na
Dhoondhe shehar naya
Jahaan muskurahatien hain bikhri, jahaan se gum ka mausam gaya
Jahaan meethi baatein, har ik ajnabi se ho
Bhule hum bhi jo saari fikrein
Lamha lamha khushiyan bikhrein
Idhar udhar aur yahan wahan
Jayein wahin dil kahe jahaan
Baby baby baby
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Hey hey, chalo na
Gaaye naye naye geet
Khel aisa kyun na koi khele, jisme sabhi ki ho jeet
Inn dino phool aur taare, koi bhi dekhta nahin
Dekhe unko deewane hoke, koi kitna bhi humko toke
Khuli hawa ho khula samaa
Jaage huye ho sab armaan
Baby baby baby
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Humse dil ne kahin jo baatein aao maan le
Jispe chalta nahin hai koi raah woh chale
Thodi aawargi ho, thodi thodi madhoshiyan ho baby
Hum ho tum ho, baby tell me
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do



Sunday, July 17, 2011

Woh Hain Zara Khafa Khafa from Shagird

Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho

Na bol du to kya karu
Vo hans ke yun bulaye hain ke ho, ho, ho

Hans rahi hai chandani
Machal ke ro na du kahi
Aise koi ruthata nahi
Yeh tera khayaal hai
Kareeb aa mere hansi
Mujhko tujhse kuch gila nahi
Baat yun banaye hain ki o, ho, ho

Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho

Phool ko mehek miel
Yeh raat rang mein dhale
Mujhpe teri zulf dhar khule
Tumhi mere sang ho
Gagan ke chaao ke tale
Yeh rutt yunhi ghor tak chale
Pyar yun jataye hain ke o, ho, ho

Na bol du to kya karu
Vo hans ke yun bulaye hain ke ho, ho, ho

Aaise mat sataiye
Zara taras to khaaiye
Dil ki dhadkan mat jagaiye
Kuch nahin kahunga main
Na ankhdiyan jhukaiye
Sar ko kandhe se uthaiye
Aise neend aaye hai ki hmm, ho

Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho, ho
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, go
(Ho, ho, ho, ho, na bol du to kya karu)
(Vo hans ke yun bulaye hain ke ho, ho)

Tuesday, July 12, 2011

Teri Deewani by Kailash Kher

Preet ki lath mohe aaisi laagi
ho gayi main matwaali
bal bal jaaun apane piya ko
ke main jaaun vaari vaari
mohe sudh budh naa rahe tan mann ki
yeh toh jaane duniya saari
bebas aur laachar phiru main
haari main dil haari

tere naam se jee loon
tere naam se marr jaaun
tere naam se jee loon
tere naam se marr jaaun
teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani


ishq junoon jab hadh se badh jaaye - 2
hanste hanste aashiq suli chadh jaaye
ishq ka jaadu sar chadhkar bole
khoob laga lo pehre raste rab khole
yahi ishq ki marzi hain
yahi rab ki marzi hain
yahi ishq ki marzi hain
yahi rab ki marzi hain
tere bin jeena kaisa
???
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani

ke main rang rangili deewani - 2
ke main albeli main mastani
gaaun bajaaun sabko rijhaaun
he ??? se begaani
ke main deewani main deewani
tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
tere jaan ke sadle mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani
teri deewani deewani
teri deewani deewani...

Sunday, July 10, 2011

Kahin to From Jaane tu ya jaane na

Kahin to.. kahin to
Hogi wo,
Duniya jahan tu mere saath hai..
Jahan mein, jahan tu,
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahoin mein..
(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) – 2

Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein,
Manzilon se raahein doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein..
Kahin to, kahin to,
Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoton se, hoton ko,
Chumti, o rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jahan,
Teri zamin aasmaan..
Jahan hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan…
(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) – 3

Members